"Suno jara Ye mausam kya kahta hai.." "Kya?" " Ye jo Mausam hai halka gulabi, De raha hai paas aane ka isshara Aur jo kadakti thand ki aahat hai Vo kahegi bheench lo usey aagosh mein apne.." "Toh Tum jara aao idhar.." "Nahi nahi..Mujhe bahut kaam hai.."