Ye Khaali Kaagaj March 15, 2013 Ye khaali kaagaj, Jab muh baaye mujhe ghoorta hai Mujhe koi na koi bahana karna padhta hai Aaj mood nahi hai, Kuch aachaa soojh nahi raha Do panktiyan likh ke hoga bhi kya Kaun padhta hai aakhir mera likha.. Read more